Anupama | Ep.349 | Kya Anupama dhoondh paayegi solution?

50 thoughts on “Anupama | Ep.349 | Kya Anupama dhoondh paayegi solution?

  1. Nandini to use din paise de rahi thi teen char lakh ka jewellery Aaj kyon nahin de rahi hai

  2. Anupama k sath bhut bora howa 😢😢😢😢 feeling sad ano but mujje umeed ha anupama kuch acha kara ge 😊😊😊❤❤❤

  3. Lela na Pani ka glas pekda tha
    Tab os ma Pani tha jab Pena lagi to Pani ka glas Khali kesa ho ga wow Jadu 😂😂😂😂

  4. Mujhe to tension hone lagi hai roj dekhati hu 20 yepisod dekh leti hu 😮soti hu to anupama ka sapna dekhti hu pata nhi ye natak kaise kar lete hai 😢ek sort karne ke bad anupama ji mood badalta hai ya fir sort ke bare me hi sochti rahti hai I no Kai se kar lete hai aap sab thank you anupama siriyal sabhi actor ko ❤❤❤❤❤❤❤

  5. Wah anupama ko sunane ke liye sab ki zaban kitni lambi ho jati hai kaveya ke time to sab gunge ho jate hai

  6. The great anupama ji apne rich bf anuj ko bulakar unse paise lelo fir 40 lakh ka karja khatm ho jayega….😂

  7. Isme anupama bechari ki bhi koi galti nhi h yadi lon ka paisa mil jay rahta to anupama ur samar ko sbhi achche h bolte ur ab nhi mila to sbhi anupama bechari ko blem kar rhe h anupama ke sath jo bhi huaa bhut bura huaa 😢

  8. Kavya kyu etni udrhi hai anupama ko jabardasti say aise bolne sahanubhuti pa rahi hai kavya to moka khoj ti hay vanraj ko kavya bhadkati hai .. anupama kyu Rona dhona hi kerti hai kavya to anupama ko vanraj dat rhaha hai to kavya n rakhi dave milkar tamasha kertey hai n maja bhi Leyte hai

  9. kavya kyu etna anupama ko bolne ki jarurat nahi hai karj key chakkar mey kavya dosh deyna bankerna chahiye …. Kavya to 2nd wife jabardasti say bani hay bevkuf kehi kisharam nhi aati hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *