Anuj ka overacting mujhe samajh nhi aaraha hai jab vo apne bhan ko kuch bol nhi sakta hai to vo etna natak q kar raha hai muku bhot battamiz hai vo kisi ka respect nhi ker ti hai sirf apna man ka hi sun te hai
Anupama kyu etni muku n anuj kapadiya n vanraj key sath milkar business ki baat ker rahe hai .. Anuj kapadiya ko vanraj key ko leyker shak kerna bevkufi hogi etna bada business man ki soch kabhi kabhi to anupama ki baat sunkar vanraj pe shak kerna band kero
Har bad pe anupsma nsi sahi nai hoti hai yar ya diriyal kta bana hai samjmai nsi aata hai♥️
Anuj ko sab kuch apna name kr lana chiya
Miss you rakhi and devika
15:26 Aap "Anuj Kapadia" se "Anuj Kabadiya" ban jayenge🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Anupama is too funny🤣🤣🤣🤣
15:51 Awwww🥺❤️This scene is so beautiful 🥺🫶❤️ #MaAn❤️❤️
Vanraj mukku ki property hadpega
Abh dedo na Anuj kabdiya 😅😅
Anupama ka drama h
Very. Good mobment
Bhut ho gya muku aur vanar ka drama nekalo dono ko😅😅😅😅😅
Ye Mr.Banraj sha aur malvika ko nikalo
Disney hotstar pr ye series kyu nhi aa rhe hai
Hii.
Devika kha gai vo bhi to inke sath Kam karti h
0:26
Mukku sure didn’t see things from their point of view at all
She should have listened to her brother at least
Yeh malvika sadak pe aane wali h or Anuj Anupama ko bhi layegi.
Anuj garib ho chuka h hahahaha
Anuj ko puri property adhi adhi kar leni chahiye adhi muku ki Ashi Anuj
Amazing❤❤❤😊😊😊
Kavya raat ko mackup karke soti hai 😂
Joh pal pal pyar ke liye tarsha hai uske liye achanak pyar milna kisi lottery se kaam nahi hai
Serial ke log v matchardani lgaty hai….. 1St time dakhha
Ye mukku ko jyada sir pe chada ke rakhe h
Yes❤
Yes ❤️ and my family is always happy to be with us 😢
Anupama new channel bahut Raat bitate Hain per apni baat bilkul Nahin batate🎉❤
Anupama sch m kuch zyada over krti h jese boht mahan h ye😂
Koi bhi kisiki sath baat kyu na kare, anupama hamisa hajir hota reheta hai. Kyu…….🤣🤣
kehte hai kuch ashub batein majak me vi nhi krni chye
Episode 487 Episode Anuj ke saamne kiya Malvika ne Vanraj ko support! Super Actin Chhe
❤❤😂😂 0:27
Iss serial mein sab thik hai par anupama ki yeh love story is too boring now
Are anuj malvika ko sab kuch sach bata kar vanaraj se dur karo na iske sath kam kyo karne de rahe ho o vanaraj our malavika ki partnarshi tod do na
Sach me vanaraj malvika ko fasakar anuj kapadiya ko anuj kabadiya bana dega malvika ko bata dena koi use samajh nahi aa raha
Sachi jangal ka Raja ser hota h but ye to girgit h but ha jahrila h
Ab kavya sahi hai
HA HA HA JK
Ye jo kuch ho raha hai na sab ka jimmedar vanraj h
Anuj ka overacting mujhe samajh nhi aaraha hai jab vo apne bhan ko kuch bol nhi sakta hai to vo etna natak q kar raha hai muku bhot battamiz hai vo kisi ka respect nhi ker ti hai sirf apna man ka hi sun te hai
Malvika ka chasma ku lga rhi hai acchi nhi lagti hai
Malvika ke sath bhi job vanraj Kavya jesa karega to malvika ki samaj ayega
Muku paagl hai
Muku nehi buku
Rakhi dave kaha he yaar I miss you 😢😢😢
Anupama kyu etni muku n anuj kapadiya n vanraj key sath milkar business ki baat ker rahe hai .. Anuj kapadiya ko vanraj key ko leyker shak kerna bevkufi hogi etna bada business man ki soch kabhi kabhi to anupama ki baat sunkar vanraj pe shak kerna band kero
❤Anuj❤kosabkuchapnanam7akrIanachhiya❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
❤😂🎉
Ye Mukku toh Vanraj ki beti ko sister bulati hai, idhar Vanraj se karibi.
Anupma@Anuj
Nice anupma